Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, October 31, 2011

Quran momino ka liya shifa ha

As salamu allaiqum
Quran momino k liya shifa ha laken is quran se wohe faiz otha sakta ha jo quran ko janta hoga yani wo parta ,sunta or samajhta ho . ajkal to logo ka yeah hall ha k unka gharo main quran ha laken wo parte nahi . or na he samajh na chata ha . bar hall quran momino k liya shifa ha is ka zikar quran pak main ha
اے لوگو تمہارے رب سے نصیحت اور دلوں کے روگ کی شفا تمہارے پاس آئی ہے اور ایمان داروں کے لیے ہدایت اور رحمت ہے
( سورة يونس , Yunus, Chapter #10, Verse #57)
اور ہم قرآن میں ایسی چیزیں نازل کرتے ہیں کہ وہ ایمانداروں کے حق میں شفا اور رحمت ہیں اور ظالموں کو اس سےاور زیادہ نقصان پہنچتا ہے
( سورة الإسراء , Al-Isra, Chapter #17, Verse #82)
اور اگر ہم اسے عجمی زبان کا قرآن بنا دیتے توکہتے کہ اس کی آیتیں صاف صاف بیان کیوں نہیں کی گئیں کیا عجمی کتاب اور عربی رسول کہہ دو یہ ایمان داروں کے لیے ہدایت اور شفا ہے او رجو لوگ ایمان نہیں لاتے ان کے کان بہرے ہیں اور وہ قرآن ان کے حق میں نابینائی ہے وہ لوگ (گو یاکہ) دور جگہ سے پکارے جا رہے ہیں
( سورة فصلت , Fussilat, Chapter #41, Verse #44)



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Shifa sirf Allah he de sakta ha

As salamu allaiqum
Jab insan bemar hota ha to Allah pak he us ko shifa deta ha . bohat se jahil log yeah samajhta ha k unka pass itna ilm ha ka wo apna ilm se logo ko shifa de deta ha halaka ahsa her gezz nahi ha . insan theek hota ha to sirf Allah k hukum se agar kohi shaks ahsa sochta be ha ka mana falana ko theek kiya . ya mare dawahe itni zabardast ha k falani falani bemare is se door ho jate ha to wo galat ha . insan theek hota ha to sirf Allah k hokum se is ki tasdeak quran pak ki is aiyat main ha
(7) اور جب میں بیمار ہوتا ہوں تو وہی مجھے شفا دیتا ہے
( سورة الشعراء , Ash-Shuara, Chapter #26, Verse #80)

Is liya lahaza apna ilm or apni doctore per gharoor na kareen .jab be kisi ka ilaj kareen to Allah pak pe yaqeen rakhta howa kareen k fala fala mareez agar theek hoga to sirf or sirf Allah ka hokum se





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Phalon main shifa mojod ha

As salamu allaiqum
Jano ka rab bare Talah ny phaloon main be shifa rakhe ha . yani jab insan bemar hota ha to phal khana se usko shifa milti ha . yahe waja ha k bohat se doctor . or hakeen phal khana ko tajweez karte ha . bemare ko door or jisam ko taquat dena k liya phal bohat zaroore ha . her phal ki apni alag khasiyat ha . yani her apna alag tasir rakhta ha . jesa gana yarkan ko door karna k liya behtareen ha . gijar ki garmi ko be door karna k liya behtareen ha . ishe tarah bohat se log payaz se bukhar ko door karte ha . ishe tarah tarboz pet ki garmi or masana ki garmi door karta ha . amrood kabz torta ha . nibo se bar girna ki bemare khatam hote ha wegara wegara . agar phaloon ki tasir likho to phir to bora ake blog bana na par jahe ga bar hall mokhtasir quran main be is ka zikar ha
(3) پھر ہر قسم کے میوں سے کھا پھر اپنے رب کی تجویز کردہ آسان راہوں پر چل ان کے پیٹ سے پینے کی چیز نکلتی ہے جس کے رنگ مختلف ہیں اس میں لوگوں کے لیے شفا ہے بے شک اس میں ان لوگو ں کے لیے نشانی ہے جو سوچتے ہیں
( سورة النحل , An-Nahl, Chapter #16, Verse #69)



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Marz ki tashkish

As salamu allaiqum
Ajkal log mu otha k ilaj to shoro kardeta ha laken unko sahih marz maloom he nahi hota lahaza natija 0 hota ha or ulta waquat or pasa dono barbad hota ha . sawal yeah ha ka ilaj jis cheez ka kiya jar aha ho us ka bare main pore jan kare honi chaheya or marz be sahih maloom hona chaheya takk waquat or pasa dono barbad na ho . apna ilaj karna se pehla sab se pehla chand bato ka zehan main dalna bohat zaroore ha . wo bateen yeah ha
1 . bemare ko kitna time ho gaya ha
2 . bemare mohlik ha ya normal marz ha
3 aiya bemare operation case ha . ya wesa he dam dawa se theek ho jahe gee
4 bemare janlawa ha ya nahi
5 bamare ki shidat kitni ha
1 Agar bemare ka ilaj karte howa 3 mahina se upper ho gahe ha . or bemare ate ha jate ha yeah sab chakkar ha to sab se pehla apna upper kala jado or jinnat ka test karvahe ka app in cheezo k victim to nahi ha . q k zada tar 90% log black magic ka victim hote ha or ishe waja se unka upper se bamare ka asar nahi khatam hota
2 agar bemare mohlik ha to rohani ilaj k sath sath doctor ka ilaj be zaroore kareen ahsa jaldy faida hoga ha
3 agar operation case ha to is main yeah deakha k operation kitna zaroore ha agar begar operation ka jan nahi bacha gee to phir operation karvahe time zaya nahi kareen laken agar operation rakha howa ha or jan bach sakte ha to phir rohani ilaj ki maddad le sakte ha . for example gilti ka operation , phatre ka operation wegara wegara
4 agar bemare janlawa ha to phir doctor ka ilaj ko pehla tarji den jesa log cancer ki last stages main hote ha or unko laser treatment ki zaroorate hote ha to ahse sorate main rohani or doctor dono ka ilaj hoga
5 . abb deakha ka bemare ki shidat kitni ha matlab ka paitent takleef bardasht kar sakta ha ya nahi agar takleef nahi bardasht kar sakta to behtar yahe ha k pehla doctor ko deakhae yeah na ho ka marz bar jahe .


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





kala jadoo symptoms

As salamu allaiqum

apna ilaj karna se pehla yeah kala jado ka symptoms deak la k kahi app kala jado ka victim to nahi ha . agar app k sath kala jadu ka symptoms match hote ha to apna uper se kala jado ko kateen

kala jado ka symptoms yeah ha

1) ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho ya pishab deakha ho ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo ya pakhana us ka jisam main laga dekha garaz yeah ka najis ko deakha ho khowab main.
2)sir main darad rehna
3)pora jisam main darad rehna .
4) sex ki khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
5) kamar aur ghordo main darad rehna .
6) galeez galeez paad ana .
7) jisam main agg mehsos hona.
8) pora jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
9) ankhe jalna aur lal rehna.
10)pishab aur pkhana bar bar ana .
11) dil tazz tazz darak na .
12 ) sans mushkel se ana aur sena main darad rehna .
13) chir chira ho jana .
14) face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme walay .
16) face per danay nikal na.
17) face behanak ho jana .
18) dil main ghabrate hona .
19 ) bay sakone mehsos karna
20 ) sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
21) pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya tha wo ada ya 1 ganta main gayab phir bhook lagna lag jatee hai yani khana bar bar khana .
22) namaz se door aur allah se nafrate karna aur bora bala kehna dil main yeah was wasa hota hai
23) galah kharab rehna aur voice quality be
24) khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona khowab deakna kabe makre kabe sanap kabe chopkali aur lal bake .
25) dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
26) jisam main soheya chub na.
27 meda main dard rehna aur matli ki shekayat rehan .
28) kaheli aur dehla ho jana yani nikama ho jana aur khoob sona dair dair tak .
29) demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad main doond ta rehna yadasht ka kamzoor ho jana pasa ka lan dan main pasa zada de dena
30) apna app se nafrate karna .
31) ankho ka samna blue ya ping colour daba nazar ana ya phir lines nazar ana ajeeb see
32) belawaja ki zada thakan hona
33) quran perna se ya suna se jisam main darad ya takleef hona
34) sena main jalan or tazabiyat hona
35 bar bar ahtalam hona mard ko
36 jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna
37 hath payer sun ho jana
38 sir main dana nikal na
39 pishab main bohat tazz badbu ana
40 pakhana bohat zada badbu dar ana
41 jisam main sarde lagna
42 payro main dard rehna
43 khoweb main kuta deak na or morde deak na or bicho
44 din ba din sookte jana
45 madicine asar na karna ya phir kabe kabe start main madicine asar karte hai or us ka baad wohe madicine nooksan pouchate hai ya phir shoro main faida hota hai us ka baad nahi hota
46 zina deak na khoweb main khoweb main larki or larka ko sex karta howa deak na ya nanga deak na
47 jisam bhare hona ya sir bhare ya kanda bare hona
48 jisam per nil ka nishan per jana
49 jisam main kamzore hona begar kisi waja k
50 chacker ana or ankho ka agay andera ho jana
51 jisam per red colour ka dana nikal na
52 azan sun kar chir chira hona or bagh na azan ki awaz se or nafrate karna azan se

53 mu main ganda pani ana jis ki ajeeb se gandi badbu ho yeah nak se ake dam halaq main otarte ha jis ki bare ajeeb se heek hote ha or zada tar khana khanay se pehla feel hota ha ya doran main
54 nazla or chikeen bohat zada hona bazz okat chik marte howa ake ajeeb se badbu mehsos karna jesa ka sara howa nazla bahar nikla ho wase badbu
55 her kam main jaldy jaldy karna kohi be kam karna to bus kushes yeah karna ka foron ho jahe for example shop per soda lana ka liya belkul be intazar na karna ka bus yakdam foron soda mil jahe fata fat agar dair hote ha to jisam main bachani start hona shoro ho jate ha or intazar nahi hota
56 khoweb main kali behas deak na ya behas ko nalay main nahate howa deak na khoweb main

57 ankho ka uper kala colour ka saya ghoomta howa nazar ana yani matah ki taraf . ahsa lagta ha jesa ankho ka uper pankha ghoom raha ho jesa helicoptor ka per ghoom raha ho yeah zada us waquat waze nazar ata ha jab victum apni dono ankho se zameen ko deakha to yeah black colour ka per ghoomte howa nazar ate ha
58 jisam main kira kaat na jab ghoor karo to kuch nahi hota
59 neend na ana
60 zindage main kohi dilchaspee nahi
61 khoweb main pani deak na
62 khoweb main log jan se mardalna ta ha
63 ochahe se girna khoweb main


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Ya salamu se bemare door karna

As salamu allaiqum
Yeah amal itna zabardast ha ka khaternak se khaternak bemare door ho jate ha Allah k hukum se . tareeqa is amal ka yeah ha k jo shaks bemar ho wo her namaz k baad ya salamu 300 bar pareen or pani pe dam kar ka pani piya ishe tarah yeah amal roz ana kareen abb yeah depend karta ha k bemare ki noheyat kitni ha maslan agar bemare khaternak ha to phir time be laga ga jesa cancer , hepatitis a,b,c wegara . is ko door karna main time lagta ha lagbhag 6 mahina . or yeah amal 100% kam karta ha . laken unlogo ka ilaj dair se hota ha jinn per kala jado , sifli amal ya jinnat ka asar ho . ahse sorate main yeah amal apni kar kardage pore nahi deakha pata is liya agar kala jado ho to pehla kala jado ko kateen phir yeah amal kareen


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Ya Allaho , ya rahmano , ya rahemo se ialj

As salamu allaiqum
Yeah 3 Allah ka naam ha ya Allaho , ya rahmano , ya rahemo , is naam ki bohat se khasiyat ha q k yeah blog shifa ka ha is liya yaha per in namo ko shifa ka tor pe likh raha ho . jo kohi be shaks bemar ho chahe us ko kohi be bemare ho wo in namo ka wird kareen . ya allaho , ya rehmano , ya rahemo , inshallah us ki bemare bohat he jald door ho jahe gee or usko quli shifa mil jahe gee , matlab bemare se permanent jan choot jahe gee . tareeqa is amal ko karna ka bohat assan ha wo yeah ha k her namaz k baad bemar khod 300 dafa in namo ko pareen or awal akhir 11 bar darood shareef be pareen . or pani ki ake bottle pe dam kar k piya kareen yeah amal her namaz k baad kareen bus is amal ko 3 mahina tak kareen inshallah jo kohi be bemare tang kar rahe hogee inshallah door ho jahe gee . note is amal ko karna se pehla apni jadoo tona ki tashkish karleen taka time zaya na ho


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Surah isra ki aiyat no 82 se bemare dor karna

As salamu allaiqum
Surah isra ki aiyat no 82 bemare ko door karna k liya behtareen ha .bukhar, sir dard, dil ki ghabrahat , pachis , or dosare bemareo ko be is aiyat se door kiya ja sakta ha . tareeqa yeah ha k her namaz k baad is aiyat ko 100 dafa pareen or apna upper dam kareen us se yeah faida hoga k bemare bohat jald door ho jahe gee agar is aiyat ko her namaz k baad parna ka mamool bana lay to inshallah phir wo shaks bemare se mehfooz rahe ga
Aiyat yeah ha
وَنُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْآنِ مَا هُوَ شِفَاءٌ وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ ۙ وَلَا يَزِيدُ الظَّالِمِينَ إِلَّا خَسَارًا


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Popular Posts